Ulama E Haq Se MuhabbatHafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
Allah ﷻ ka irshaad hai:
Maloom huwa ke Ahle Emaan Ulama (Ulama e Haq) ko 'aam Momineen wa Muslimeen par bartari wa fazilat haasil hai, Allah ﷻ ne farmaaya:
Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Aap ﷺ ne farmaaya:
Nabi e Kareem ﷺ farmaatey hain:
Aap ﷺ ka irshaad hai:
In dalaayil se maloom huwa ke ahle haq (ahle sunnat, ahle hadees) Ulama ko aam musalmaano par fazilat haasil hai lehaza un ka ahteraam karna zaroori hai. Tawoos taba'yee farmaatey hain:
Sahaba E Kiraam Nabi ﷺ ka bahut ziyadah ahteraam kartey thhey, Aap ke saamney is tarha baithtey goya un ke saron par parindey baithay huwe hain. (Sunan Abi Dawood: 3855, Isnadahu Sahih, Imam Tirmizi 2038 aur Imam Haakim ne 4/399 Sahih kaha aur Imam Zehbi ne muwafaqat ki) Qaazi Fuzail bin 'Ayaaz Rahimahullah farmaatey hain:
Darj bala digar nusoos shara'iyah ko mad e nazr rakhte huwe awaam ke liye chand ahem baaten paish e khidmat hain: (1) Har 'aami la-ilm par zaroori hai ke wo Sahih ul Aqeedah Ulama e Haq mein se, 'aalim ba-amal ka inteqaab kar ke us ke paas jaaye aur mas'ala pouchey. (2) Ulama e Soo se bachna waajib hai kiyunke Nabi ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna Abdullah bin Mas'ood Razi Allahu Anhu farmaatey hain:
(3) Aalim se intehaayi ahteraam aur adab se sawaal kiya jaye ke Kitaab o Sunnat aur dalaayil se jawaab den. (4) Aalim ka naam ley kar pukaarney ke bajaye "Shyakh Sahaab" wagerah ke alfaaz e adaab istemaal kiye jayen, Yahya bin Yamar (tabayee) ne jab "Sayyiduna Abdullah bin Umar Razi Allahu Anhuma se masla pouchaa tha tou farmaaya: Aye Abu Abdur Rahman." (Sahih Muslim: 8/93) yane aap ka naam leyne se ijtenaab kiya. (5) Aalim ke saamneu hasney, aankh maarney aur shor machaney se mukammal ijtenaab kiya jaye, Abdur Rahman bin Mehdi ki majlis mein ek aadmi hans pada tou unhon ne farmaaya: "main tumhen ek mahina hadeesen nahi sunaoga." (al-Jamia Lil Akhlaaq al-Rawi wa Aadaabi al-Saami' Lil Khateeb: Jild 1, Page 193, Hadees 325, Wa Sanadahu Sahih) (6) Ulama e Haq Rasoolullah ﷺ ke Sahih Waaris aur Auliya Allah hain. Ameer ul Momineen fil Hadees Imam Bukhari Rahimahullah farmaatey hain:
(7) Ulama e Haq se dushmani aur bughz nahi rakhna chahiye, Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Imam Malik Rahimahullah farmaatey hain ke chaar aadmiyon se ilm haasil nahi karna chahiye: 1) Bewaqoof, jis ki bewaqoofi aylaaniya ho, 2) Kazzaab, 3) Bid'aati jo apni bid'at ki taraf dawat deyta ho 4)Nek aadmi jise hadees ka kuch bhi pata na ho." (Kitaab al-Zuaafa Lil Oqaili: 1/13 Wa Sanadahu Sahih) Aakhir mein dua hai ke Allah Ta'ala hamare dilo mein Ulama e Haq ki muhabbat bhar dey. Aameen. Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah Tehqeeq wa Takhreej: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi [Mahnama Al-Hadees, Shumara no.4, Safa no.45-47] [Fazail E Sahabah, Safa no.139-142] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024