Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O AhmiyatAbu Ahmed Waqas Zubair |
الحمد للّٰہ رب العالمین، حمدًا کثیرًا طیبًا مبارکًا فیہ، کما یحب ربنا ویرضی، والصلاۃ والسلام علی رسولہ ونبیہ ﷺ و علٰی آلہ وصحبہ وسلم تسلیمًا مزیدًا، أما بعد: Allah ﷻ apni kamaal e rahmat ki badaulat apne bandon ko apni raza o khushnoodi ke besh bahaa mawaaqi' naseeb farmaata hai taake bandey un mein Allah ﷻ ke huzoor nekiyan aur itaa'at ke kaam bajaa laa kar apne gunaahon ki bakhshish, us ki rahmat o mawaddat aur buland darjaat ka in'aam paa saken, ab bandon ko chahiye ke in awqaat ko ghanimat jaantey apne ta'alluq ko Allah malik ul mulk se mazboot karen aur sa'aadat aur kaamrani ka husool mumkin banayen. Inhi mawaaqi' mein se ek 'ashrah zul hijjah bhi hai jis ki fazilat o ahmiyat aur ahkaam, Qur'an o Hadees mein mukhtalif andaaz se bayaan kiye gaye, iska sabab bayaan kartey huwey Hafiz Ibne Hajar Rahimahullah farmaatey hain:
Allah ﷻ Ne In Dus Raaton Ki Qasam Khaayi Hai: Imam Ibne Qayyim Rahimahullah farmaatey hain:
Chunanche Allah ﷻ qasam khaatey huwey farmaata hai:
Sayyiduna Abdullah bin Abbas Razi Allahu Anhu farmaatey hain:
Imam Mujahid bin Jabr Rahimahullah (Died: 101 Hijri) farmaatey hain:
Ma'roof sunni mufassir Imam Ibne Jareer at-Tabri Rahimahullah (Died: 310 Hijri) farmaatey hain:
Ma'roof muhaddis o mufassir Imam Ibne Kaseer Rahimahullah (Died: 774 Hijri) farmaatey hain:
Imam Ibne Rajab Hanbali Rahimahullah (Died: 595 Hijri) farmaatey hain:
Mazeed farmaatey hain:
Mazeed farmaatey hain:
Nek Aamaal Ki Targheeb:Sayyiduna Abdullah bin Abbas Razi Allahu Anhuma se riwayat hai, Nabi ﷺ ne farmaaya:
Ek doosri riwayat mein Imam Sayeed bin Jubair Taba'yi Rahimahullah Sayyiduna Abdullah bin Abbas Razi Allahu Anhuma se riwayat kartey hain, Nabi ﷺ ne farmaaya:
Ashrah Zul Hijjah Ke Rozey:Hunaidah bin Khalid ki zawjah (sahabiyah) Nabi ﷺ ki b'az azwaaj se bayaan karti hain:
Imam Abu Dawood ne is hadees par is tarha baab qaayim kiya:
Tambeeh: Ek riwayat mein Sayyidah Aisha Razi Allahu Anha farmaati hain:
Ek doosri riwayat mein hai:
Imam Baihaqi Rahimahullah (Died: 458 Hijri) farmaatey hain:
Imam Nawawi Rahimahullah (Died: 676 Hijri) farmaatey hain:
Mazeed farmaatey hain:
Imam Abdullah bin 'Awn Rahimahullah (Died: 150 Hijri) farmaatey hain:
Yahan mukammal 'ashrah se muraad 9 din hi hain kiyunke agley alfaaz se zahir hai. Wallahu Aalam! Arfah Ke Din Ki Fazilat:Yaum e 'arfah zul hijjah mein se ahem tareen din hai aur is ke muta'addid fazail hain: (1) Allah ﷻ Ka Yaum E 'Arfah Ki Qasam Khana: Allah ﷻ farmaata hai:
Aksar mufassireen ka mawqif hai ke is aayat e kareemah mein "شاهد" se muraad Jummu'ah" ka din aur "مشهود" se muraad 'Arfaat ka din hai jaisa ke Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu, Sayyiduna Ali bin Abi Talib Razi Allahu Anhu aur Imam Qataadah Rahimahullah se Sahih aur Hasan isnaad se marwi hai. (Dekhe Tafseer E Tabri: 11/481-482) (2) Deen Ki Takmeel Aur Itmaam E Ne'mat Ka Din: Sayyiduna Taariq bin Shihaab Razi Allahu Anhu, Sayyiduna Umar bin Khattaab Razi Allahu Anhu se riwayat kartey hain ke ek yahoodi ne un se kaha: Aye Ameer ul Momineen! tumhaari kitaab mein ek aayat hai jise tum padhtey ho, agar hum yahoodiyon par utarti tou hum zaroor us din eid ka din bana leyte, Umar Razi Allahu Anhu ne pouchaa: kaunsi aayat hai? wo kehney laga:
Ek doosri riwayat mein Sayyiduna Abdullah bin Abbas Razi Allahu Anhuma farmaatey hain:
(3) Yaum E 'Arfah Ahle Islam Ke Liye Eid Ka Din: Sayyiduna 'Uqbah bin Amir al-Juhani Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
(4) Arfah Ke Din Allah ﷻ Ka Apne Bando (Haajiyon) Par Fakhar Karna Aur 'Aam Bakhshish Farmaana: Sayyidah Aisha Razi Allahu Anha farmaati hain ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
(5) 'Ashrah Zul Hijjah Ka Sab Se Azeem Amal Haj: Allah ﷻ farmaata hai:
Allah ﷻ ne Ibraheem Alaihis Salaam ko hukm farmaaya:
Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke maine Nabi e Kareem ﷺ se suna, Aap ne farmaaya:
Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
(6) 'Asharh Zul Ka Azeem Din: Sayyiduna Abdullah bin Qurt Razi Allahu Anhu se riwayat hai, Nabi e Kareem ﷺ ne farmaaya:
Yaum ul Qar: Eid ul azha ka doosra din muraad hai. Qurbaani:Qurbaani hummare baap Ibraheem Alahis Salaam ki azeem sunnat hai jise Allah ﷻ ne Ummat e Muhammadiyah ﷺ ke liye bhi jaari farmaa diya, jaisa ke Allah ﷻ ne farmaaya: "Aur hum ne is ke badlay mein badi qurbaani di." (Surah as-Saaffaat: 107) Yane Ismail Alaihis Salaam ki jagah unhen ek maindha diya jo ke bataur qurbaani tha. Chunanche Allah ﷻ ne farmaaya:
Allah ﷻ ne farmaaya:
Allah ﷻ farmaata hai:
Tehreer: Abu Ahmed Waqas Zubair Romanised: Syed Ibraheem Salafi [Mahnama Al-Hadees, Shumara no.142-143-144, Safa no.21] |
Deegar Mazameen:
1 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
2 | Hadees Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
3 | Ulama E Haq Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
4 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
5 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
6 | Quran e Majeed se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
7 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
8 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
9 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
10 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat | الشیخ ابو احمد وقاص زبیرحفظہ اللہ |
11 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
12 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
13 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
14 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
15 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
16 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
17 | Allah ﷻ Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
18 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat | حافظ شیر محمد الاثری حفظہ اللہ |
19 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
20 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
21 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
22 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
23 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
24 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein | حافظ محمد یونس اثری |
25 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
26 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
27 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
28 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
29 | Fashion Ki laher | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
30 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
31 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
32 | Maahe Muharram Ke Do Rozey | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
33 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
34 | Fazail E Yaum Ul Juma’ | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
35 | Fazail E Salaam | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
36 | Usoole Deen | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
37 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
38 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
39 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
40 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
41 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? | فضیلۃ الشیخ حافظ ندیم ظہیر حفظہ الله |
42 | Namaz e Fajr Ka Waqt | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
43 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
44 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
45 | Walaa Tafarraqoo | فضل اکبر کاشمیری |
46 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
47 | Hidayat Ka Raasta | محدّث العَصر حَافظ زبیر علی زئی رحمہ اللہ |
Maktaba AlHadith Hazro © 2019 - All rights reserved.