Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se MuhabbatHafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Nabi e Kareem ﷺ ne Sayyiduna Hasan bin Ali aur Sayyiduna Husain bin Ali Razi Allahu Anhuma ke barey mein farmaaya:
Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna Saad bin Abi Waqaas Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke jab yeh (mubaahiley waali) aayat
naazil huwi tou Rasoolullah ﷺ ne Ali, Fatima, Hasan aur Husain (Razi Allahu Anhum Ajmayeen) ko bulaaya aur farmaaya:
Sayyidah Aisha Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke ek din subh ko Nabi ﷺ baahar tashreef laaye aur aap ke jism e mubarak par oont ke kajaawey jaisi dhariyon waali ek ooni chadar thi tou Hasan bin Ali (Razi Allahu Anhu) tashreef laaye, aap ne unhen chadar mein dakhil kar liya, phir Husain (Razi Allahu Anhu) tashreef laaye, wo chadar ke andar dakhil ho gaye, phir Fatima (Razi Allahu Anha) tashreef laayen tou unhen aap ne chadar ke andar dakhil kar liya, phir Ali (Razi Allahu Anhu) tashreef laaye tou unhen (bhi) aap ne chadar ke andar dakhil kar liya, phir Aap ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna Zaid bin Arqam Razi Allahu Anhu ne farmaaya:
Sayyiduna Wasila bin Asqa Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne apni daayen taraf Fatima ko aur baayen taraf 'Ali ko baithaya aur apne saamney Hasn o Husian (Razi Allahu Anhum) ko baithaya (phir) farmaaya:
Sayyidah Umme Salma Razi Allahu Anha se riwayat hai ke Nabi ﷺ ne Ali, Fatima, Hasn o Husain Razi Allahu Anhum ke barey mein farmaaya:
Musnad Ahmed (6/292 Hadees 26508) mein Sahih Sanad se is hadees ka shahid (taayidi riwayat) maujood hai, Sayyiduna Ali, Sayyidah Fatima, Sayyiduna Hasan aur Husain Razi Allahu Anhum ke ahle bait mein honey ke bayaan waali ek hadees Umar bin Abi Salma Razi Allahu Anha (Tirmizi: 3787 Wa Sanadahu Hasan) se bhi marwi hai, Sayyidah Umme Salma Razi Allahu Anha ki ek riwayat mein aaya hai ke Rasoolullah ﷺ ne Umme Salma ko farmaaya: ﴾أنت من أهلي﴿ Tu meri ahl (bait) se hai. (Mushkil ul Aasaar Lit Tahaawi/Tohfat ul Akhyar: 8/471 Hadees 6147 Wa Sanadahu Hasan) Mukhtasar yeh ke Sayyiduna Ali Razi Allahu Anhu, Sayyiduna Hasan Razi Allahu Anhu aur Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu ka ahle bait mein se hona sahih qatyi dalaayil mein se hai, is ke bawajood baaz bad-naseeb hazraat naasbiyat ka jhanda utthaye huwey yeh keh deyte hain ke "yeh ahle bait mein se nahi hain."!!! Nabi e Kareem ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna Huzaifah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya: us faristey ne mujhe khushkhabri di ke:
Sayyiduna Abdullah bin Mas'ood Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Nabi e Kareem ﷺ ne farmaaya:
'Ataa bin Yasaar (tabaayi) Rahimahullah bayaan kartey hain ke unhen ek aadmi (Sahabi) ne bataya: unhon ne dekha ke Nabi ﷺ Hasan aur Husain (Razi Allahu Anhuma) ko seeney se laga kar farmaaya tha:
Sayyiduna Abdullah bin Abbas Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna al-Imam Abu Bakr as-Siddiq Razi Allahu Anhu ne farmaaya:
Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Is riwayat ko doosri jagah Hafiz Zehbi ne qawi qaraar diya hai. (Dekhe Tareekh ul Islam 5/95 Wa Qaal: "Wa Fil Musnad Bi-Isnaad Qawi") Ek dafah Nabi ﷺ khutba dey rahey thhey ke Hasan aur Husain (Razi Allahu Anhuma) tashreef ley aaye tou aap minbar se utar gaye aur unhen pakad kar apne saamney ley aaye, phir khutba shuru kar diya." (Tirmizi: 3774 Wa Sanadahu Hasan, Abu Dawood: 1109, Nasaayi: 3/108 Hadees 1414, Wa Qalal Tirmiz: "Haza Hadees Hasan Ghareeb" Wa Sahhahul Tabri Fi Tafseer 28/81 Wa Ibne Kuzaimah: 1456,1801 Wa Ibne Hibbaan, Mawarid uz-Zamaan: 2230 Wal Haakim 1/287, 4/189 Wa Wafaqahuz Zehbi, Wa Qalal Zehbi Fi Tareekh ul Islam 5/97 "Isnaadahu Hasan") Amr bin al-'Aas Razi Allahu Anhu Ka'bey ke saaye taley baithey huwe thhey ke Husain bin Ali Razi Allahu Anhu ko aatey huwe dekha tou unhon ne farmaaya:
Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah Tehqeeq wa Taqreej: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi [Mahnama Al-Hadees, Shumara no.26, Safa no.26 aur Shumara no.27, Safa no.26] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024