Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi KaregiHafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
بــسـم الله الــرّحــمــن الــرّحــيــم Kisi Sahabi se bhi Islam laaney ke b'ad shirk saabit nahi hai, Walhumdulillah. Yeh kehna ke b'aaz ummat e muslimah mein ya jazeerah arab mein qayamat tak shirk nahi hoga, be-daleel hai. Poori ummat kabhi bil-ijmaa' shirk nahi karegi. Ummat e Muhammadiyah mein b'aaz log shirk karenge. Jazeerah arab mein qayamat se pehle shirk kiya jayega. Azwaa ul-Masabeeh Hadees 72: وَعَنْهُ، قَالَ: قَالَ رَسُوْلُ اللهِ ﷺ؛ اِنَّ الشَّیطَانَ قَدْ اَیِسَ مِنْ اَنْ یَّعْبُدَهُ الْمُصَلُّوْنَ فِیْ جَزِیرَةِ الْعَرَبِ وَلٰکِنْ فِی التَّحْرِیشِ بَینَھُمْ Aur inhi (Sayyiduna Jaabir bin Abdullah al-Ansari Razi Allahu Anhu) se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Yeh hadees is silsiley mein bahut waazeh hai ke Sahaba e Kiraam shirk nahi karenge aur waaqi'atan aisa hi huwa, kisi Sahabi se bhi Islam laaney ke b'ad shirk saabit nahi hai. Walhumdulillah Is hadees mein Sahaba e Kiraam ki baahami ladaaiyon masalan jung e jamal aur jung e siffeen ki taraf ishaarah hai. Yeh kehna ke b'aaz ummat e muslimah mein ya jazeerah arab mein qayamat tak shirk waaqi' nahi hoga, be-daleel da'waa hai, jis ke liye b'aaz ahadees ke mafhoom mein rad o badal karney ki koshish ki jaati hai, jabke Sahih Ahadees se yeh saabit hai ke ummat e muslimah ke b'aaz afraad mein shirk ka wuqoo' hoga, maslan Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Is hadees se saabit huwa ke jazeerah arab mein qayamat se pehle shirk kiya jaayega. Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Is hadees se maloom huwa ke Ummat e Muhammadiyah mein b'aaz log shirk karenge. Ek Sahih Riwayat mein aaya hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Is hadees ki tashreeh mein Hafiz Ibne Hajar al-'Asqalani likhtey hain:
Nawawi ne kaha:
'Ayni Hanafi ne kaha:
Karmaani ne kaha:
Qastallani ne kaha:
Ghulaam Rasool Sayeedi Baralwi likhtey hain:
In tasrihaat se maloom huwa ke poori ummat kabhi bil-ijmaa' shirk nahi karegi, taahim aisa hoga ke b'aaz ummati shirk karenge lehaza jo log yeh kehtey hain ke Ummat e Muhammadiyah mein shirk waaqi' nahi hoga, in ka qaul (Sahih Bukhari, Sahih Muslim aur) Sunan Abi Dawood ki Sahih Hadees aur Sharaheen e Hadees ki tasrihaat aur kudh baralwi tehqiqaat ke bhi khilaaf hai. Tafseel ke liye dekhe Mahnamah al-Hadees Hazro (39 - 46) mein shaayi' shudah mohtaram Abul Asjad Muhammad Siddiq Raza Hafizahullah ka tehqeeqi mazmoon: "Ummat E Mustafa ﷺ Aur Shirk" us mazmoon ka mutaala'ah behad mufeed hai aur is se daur e jadeed mein mubtadi'een e baralwiyah ke tamaam shubhaat ka izaalah ho jaata hai. Walhumdulillah Tehreer: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi [Mahnama Al-Hadees, Shumara no.28, Safa no.7, Azwaa ul-Masabeeh Hadees No. 72] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024