Kalima Tayyiba ka SaboothTehreer: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
Sawal:
AL jawab: imaam Abu Bakr Ahmed bin AL Hussain AL Baihaqi Rahimahullah (Mutawaffa : 458 Hijj) ne Farmaya:
iss Riwayat ki Sanad Hasan Liz Zaatihi hai. Haakim, Asim, Muhammad bin ishaaq AL Masghaani, Zohri aur Saeed bin AL Musayyab Aala Darje ke Siqa Hain. (1) yahya bin Saaleh AL Wahaazi SAHEEH Bukhari wa SAHEEH Muslim ke Raawi aur Jamhoor Muhaddiseen ke Nazdeek Siqa thae - imaam Abu Haatim Ar Raazi ne Kaha : Sasooq - imaam Yahya bin Maeen ne Kaha : Siqa (AL Jarh Wat TadeeL Li ibn Haatim : 9/158 Wa Sanadahu SAHEEH) imaam Bukhari Rahimahullah ne Farmaya:
Yahya bin Saaleh par Darj ZeL Ulama ki Jarh Milti hai: (1) Ahmed bin Hambal (2) ishaaq bin Mansoor (3) Uqaili (4) Abu Ahmed AL Haakim imaam Ahmed ki Jarh ki Buniyaad Ek MajhooL insaan hai h Dekhiye (AL Zuafa LiL uqaili : 4/408) Ye Jarh imaam Ahmed ki Tauseeq se Muaariz hai. Abu Zur'aa Ad Dimashqi ne kaha:
ishaaq bin Mansoor ki Jarah ka Raawi Abdullah bin Ali hai. (Az Zuafa LiL Uqaili : 4/409) Abdullah bin Ali ka Siqa wa Sadooq hona Saabith Nahi hai, Lihaaza ye Jarh Sabith hi nahi hai. Uqaili ki Jarah ( AL Zuafa uL kabeer mein nahi mili Albatta Taarikh dimashq : 68/79) mein ye Jarah Zaroor Moujood hai Lekin iss jarah ka Raawi Yousuf bin Ahmed Gair Mausiqh (MajhooL uL HaaL) hai Lihaza ye Jarah bhi Sabith nahi hai. Abu Ahmed AL Hakim (aur Ba Sharte Sehath Ahmed, ishaaq bin Mansoor aur Uqaili) ki jarah Jamhoor Muhaddiseen ki Tauseeq ke Mukaable mein Mardood hai. Haafiz Zahbi ne Kaha:
Haafiz ibn Hajar ne Kaha : Khalid bin Mukhallid aur Yahya bin Saaleh Dono Siqa hain - (Fath uL Baari : jild 9 Safa 524 Ha : 5378) Aur kaha: صدوق من أھل الرأي (Taqreeb ut Tehzeeb : 7568) Taqreeb ut Tehzeeb ke Muhaqqiqeen ne Likha hai:
Khulaasa At Tehqeeq: Yahya bin Saaleh Siqa wa SAHEEH uL Hadees hain. (2) ishaaq bin Yahya bin Alqama AL Kalbi AL Hamsee AL Awsee SAHEEH BUKHARI (Shawaahid ke) Raawi hain - (Dekhiye SAHEEH AL BUKHARI : 682, 1355, 3299, 3443, 3927, 6647, 7000, 7171, 7382) Haafiz ibn Hibban Rahimahullah ne inhein KitaabuL Siqaat : jild 6 Safa 49 mein Zikr kiya aur SAHEEH ibn Hibban (AL Ahsaan : 6074) mein inse riwayat Lee hai. Daarqutni Rahimahullah ne Kaha:
Tambeeh: imaam Bukhari Shawaahid mein jiss Raawi se Riwayat Lete hain voh inke Nazdeek Siqa Hota hai - (iLLa Ye ke Kisi Khaas Raawi Ki Takhsees Sabith Hojaye) (Dekhiye Shuroot AL Ayimma AL Sunnatu Muhammad bin Taahir AL Maqdasi : Safa 18 - Doosra Nuskha : Safa 14) Abu Awaana Rahimahullah ne SAHEEH Abi Awaana (AL Mustakhraj ALaa SAHEEH Muslim) Mein inse Riwayat Lee hai - (jild 2 Safa 293) Haafiz ibn Hajar Rahimahullah ne Kaha:
Baap ko QatL karne Wala Qissa TehzeebuL Kalaam ( Taba'a Maussussatu AL Risaala : jild 1 Safa 202) main Adhoora (Gair MukammaL) Sanad: أبو عوانۃ الأسفرائني عن أبي بکر الجذامي عن ابن عوف قال: یقال‘‘ Se Marwi hai - ye Qissa Kayee Lihaaz se Mardood hai: 1- Abu Awaana Tak Sanad Gayab Hai. 2- Abu Bakr AL Jazaami NAA Maloom hai. 3- kaha Jaata hai (یقال) ka QaaiL, NAA Maloom hai. Saahib-E-TehzeebuL Kalaam ne Bagaid kisi Sanad ke Muhammad bin Yahya AL Zahli Rahimahullah se Naqal kiya hai ke inhone ishaaq bin Yahya ko Tabqa saaniya mein Zikr kiya aur kaha :
Haafiz Abu Bakr Muhammad bin Moosa AL Haazmi ( Mutawaffa : 591 Hijj) ne imaam Zohri ke Shaagirdon ke Tabqa Saaniya ke Baare mein kaha ke voh Muslim ki Shart par hain. (shuroot AL AyimmatuL Khamsah: Safa 57) Maloom huwa ke ye Raawi imaam Muhammad bin Yahya AL ZahLi ke Nazdeek Majhool hone ke saath Siqa Wa Sadooq aur Makhaarib UL Hadees hai, Ba soorate Deegar ye Jarah Jamhoor Muhaddiseen ke Muqaable mein Mardood hai. Khulaasa Tehqeeq: ishaaq bin Yahya AL Kilbi HASAN UL HADEES hain. Faidah: Laa iLaaha iLLAL Laah Muhammadur Rasoolullah Waali yahi Riwayat Shuaib bin Abi Hamzah ne " ANN Zohri ANN Saeed bin AL Musayyib ANN Abi Hurairah " Ki Sanad se Bayan kar Rakhi hai - (KitaabuL Eemaan Li ibn Mandah : jild 1, Safa 359 Ha :99 Wa Sanadahu SAHEEH iLaa Shuaib bin Abi Hamzah) iss Shaahid ke Saath ishaaq bin Yahya ki Riwayat Mazeed Qawi hojati hai. WaLhamdulillah Doosri Daleel: Laa iLaaha iLLAL Laah Muhammadur Rasoolullah par Musalmaano ka ijmaa' hai. Haafiz ibn Hazam Likhte hain:
Haafiz ibn Hazam Mazeed Likhte hain:
Maloom Huwa ke Kalima ikhlaas : Kalima Tayyiba Laa iLaaha iLLAL Laah Muhammadur Rasoolullah Kaa Saheeh Hadees aur ijmaa se Sabooth Maujood hai. والحمدللّٰہ وصلی اللہ علٰی نبیہ وسلم Tambeeh: Mufti Muhammad ismaeel Tooro Deobandi ne "Shash Kalme" ke Tahat Likha hai:
Ye Mukammal Kalima Naa tho SAHEEH BUKHARI ki kisi Hadees mein Likha huwa hai aur Naa SAHEEH MUSLIM ki kisi Hadees mein iss Tarah Maujood hai. Mufti Bane huwe Ulama ko Apne Tehreeron mein ehtiyaat karni Chahiye aur Galat Hawalon se Kulli ijtenaab Karna Chahiye. Tehreer: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah Romanised: irfan Shaik [Fataawa iLmiyaa AL Ma'roof TauzeehuL Ahkaam, jild 1 Safa : 75 - 80] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024