Hidayat Ka Raasta


[Ash-shaykh Abdul Mohsin AlAbbaad Hafizahullah ke kitaab "Sharah Hadith Jibreil" se intikhaab]

Hidayat ka Raasta, Nabi Sallallaho alyhe wasalam ki ittiba'a par he munhasir hai. Allaah ke ebaadat sirf usi tareeqay par hogi jo Rasool e Kareem sallallaho alyhe wasalam lay kar aaye. AAP sallallaho alyhe wasalam jo deen lay kar aaye, isski ittiba'a kay bagair koi aisa Raasta naho hain jo (banduu ko) Allaah Kay saath miladey.( Yaani Jannat mein daakhley ka sirf ek hee Raasta Hain Jo AAP sallallaho alyhe wasalam ke ittiba'a ve itaa'at Hain).

Khaaney peeney ke zurooratuu se zyda, musalmaanu ke yeh zuroorat Hain ke siraat e mustaqeem ke taraf is ke rehnumaye hojaye. Khaana peena to dunya ke Zindagi ke zuroorat ve Zaade rah Hain aur siraat e mustaqeem Aakhirat ke zuroorat ve zaade rah Hain.

Iss liye surah Fatiha mein siraat e mustaqeem par chalney ki Dua ka zikr Aaya Hain. Nimaaz ke Raka'atey, Faraz ho ya Nafal, har raka'at mein surah Fatiha Wajib(ya'ni Faraz) hain.

Allaah Ta'ala ne farmaya:

اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ (6) صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ (7)

Hamey seedah Raasta dikha, in loogu ka Raasta Jin par tuu ney in'aam, un loogu ka nehe Jin par Tera gazab huwa aur ne un loogu ka Jo gumrah Hain. (Alfatiha6,7).

Musalmaan musalsal(Allaah se) yeh Dua karta rehta Hain ta'ke issey Nabiyo ,Siddequu,shehiduu aur Saliheen kay raastey ke taraf rehnumaye karey Jin par in'aam huwa Hain aur un loogu Kay raastey sey bacahaye Jin par Gazab huwa aur Jo gumrah Hain. Yahuudiyu,Eesaeyuu aur Dusrey Dushmanane Deen kay Raastey sey bacahaye.

[Aayat e kareema (انعمت عليهم) se Ijma'a ka hujjat hona be sabit hota Hain. Ijma'a ke hujjat Kay deegar dala'il keleye dekhay Imaam shaafi'e rahimahullah ki kitaab AlRisaala aur Almustadrak lilhakim Alnisaaboori rahimahullah (1/116) walhamdulillah/mutarjam].

Nabi sallallaho alyhe wasalam ka jinon aur insaano ko siraat e mustaqeem ki taraf Hidayat (ve rehnumaye) karna woh Noor Hain jis ka zikr Allaah Ta'ala nay is Aayat mein Kiya Hain.

اِنَّآ اَرْسَلْنٰكَ شَاهِدًا وَّ مُبَشِّرًا وَّ نَذِيْرًا° وَّ دَاعِيًا اِلَي اللّٰهِ بِاذْنِهٖ وَسِرَاجًامُّنِيْرًا

Beshak Hamney Aap ko Shahid(gawah) Mubashir (khush khabri denay Wala) aur Nazeer (Daraaney Wala) bana Kar bheja, aur Allaah ke hukum se usski taraf Da'wat denay Wala aur Siraj e Muneer(Roshan chiraag) bana Kar bheja. (AlAhzaab:45,46).

Is Aayat mein Allaah nay AAP ko siraaj munee r(Roshan chiraag) qaraar Diya ,jis Kay zariye Allaah Ta'ala (apney) banduu Kay liye roshni karta hain( ta'ke woh siraat e mustaqeem par gaamzan rahay) yehe ma'na "AlNoor" ka Hain jis ka zikr Qur'an mein aaya Hain ke:

فَاٰمِنُوْا بِا للّٰهِ وَ رَسُوْلِهٖ وَالنُّوْرِ الَّذِي اَنْزَلْنَا

"Pas: Allaah, uskay Rasool aur Jo Noor ham nay naazil Kiya uspar Eemaan lay Aao(AlTagabun:8)

Ya'ni Noor e Qur'an is Hidayat par Mushatamil Hain Jo Siraat e mustaqeem ke taraf rehnumaye karti Hain.

Tehreer: Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah

Romanised: Aamir ibn e Abdul Qayoom (via: romanquranohadees)

[Mahnama Al-Hadees, Shumara no.26, Safa no.2]

Deegar Mazameen:

1 Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
2 Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
3 Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
4 Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
5 Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
6 Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
7 Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
8 Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
9 Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
10 Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
11 Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
12 Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
13 Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
14 Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
15 Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
16 Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
17 Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
18 Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah
19 Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
20 Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah
21 Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
22 Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
23 Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
24 Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
25 Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
26 Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
27 Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
28 Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
29 Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
30 Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair
31 Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
32 Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
33 Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
34 Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
35 Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
36 Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
37 Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
38 Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
39 Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
40 Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
41 Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
42 Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
43 Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
44 Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein
45 Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
46 Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah
47 Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
48 Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
49 Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
50 Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
51 Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
52 Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
53 Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
54 Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
55 Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
56 Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
57 Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
58 Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
59 Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
60 Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
61 Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah
62 Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
63 Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
64 Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
65 Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri
66 Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
67 Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah
68 Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein)

Android App --or-- iPhone/iPad App

IshaatulHadith Hazro © 2024