Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah)Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
الـحـمـد لله ربّ العالمين والصّلاة والسّلام على رسوله الأمين، أما بعد؛ Is zameen par makkah aur madinah wo do azeem shehr hain jin ki muhabbat har us dil mein basi huwi hai jis mein emaan maujood hai, har musalmaan in shehron ko dekh kar apni aankhon ko thandda karne ke liye bechain rehta hai, ahle emaaan hamesha in ki azmat o hurmat ka paas rakhte hain jo aghyaar o kuffaar ko ek aankh nahi bhataa, wo inke taqaddus ko pamaal karne ke liye har tarha ke hathkanday istemaal karte hain, zer e nazr sutoor mein madinah taiyibah ke fazail likhne ka maqsad bhi yehi hai ke ahle islam ke dilo mein in pakeezah shehron ki muhabbat ujagar ho aur aghyaar o kuffaar ki kisi bhi chaal ka kabhi hissah na bane. YASRIB SE MADINAH: Madinah taiyibah ko pehle "yasrib" kaha jaata tha, jaisa ke munafiqeen ka qaul bayaan karte huwe Allah ﷻ ne farmaaya:
Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Nabi e Kareem ﷺ jab makkah se madinah hijrat kar ke aaye, us ke b'ad se yeh madinah taiyibah ke naam hi se ma'roof hai, ab sirf isi naam se pukaarna chahiye... MADINAH TAIYIBAH KE LIYE NABI E KAREEM ﷺ KI DUAYEN: Madinah ki muhabbat ke liye aap ne yun dua farmaayi:
Madinah ke saa' wa mud mein barkat ke liye yun dua farmaayi:
Nabi e Kareem ﷺ ne madinah ke liye dugni barkat ki dua yun farmaayi:
MADINAH BEHTAREEN LOGON KA 'UMDAH MASKAN HAI: Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Sayyiduna Sufiyaan bin Zuhair Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke maine Rasoolullah ko farmaate huwe suna:
NABI E KAREEM ﷺ KI MADINAH SE MUHABBAT: Sayyiduna Anas bin Malik Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ jab safar se wapas taahreef laate aur madine ke dar o diwaar dekhte tou sawaari teez bhagaate aur jis jaanwar par sawar hote usey madine ki muhabbat ki wajah se (teez bhaagne ke liye) harkat deyte. (Sahih Bukhari: 1802) MADINAH MEIN TA'OON AUR DAJJAAL DAKHIL NAHI HO SAKTE: Sayyiduna Abu Hurairah Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
MADINE KI MUSEEBATON PAR SABR KARNE KI FAZILAT: Sayyiduna Zubair Razi Allahu Anhu ke ghulaam Yuhannas Rahimahullah se riwayat hai ke wo Sayyiduna Abdullah bin Umar Razi Allahu Anhuma ke paas fitney (musalmaano ki baahami jung,) ke daur mein baithay huwe thhey ke un ki ek laundi salaam karne ke liye aayi tou arz kiya: aye Abu Abdur Rahman! main (madine se) nikal jaana chahati hon, hum par halaat bahut sakht hai, Sayyiduna Abdullah bin Umar Razi Allahu Anhuma ne us se kaha: aye kam-aql! baith, maine Rasoolullah ﷺ ko farmaate huwe suna hai: "Madine ki museebaton aur sakhtiyon par jo bhi sabr karega tou main qayamat ke din us par gawaah ya us ka shifarashi honga." (Sahih Muslim: 1377/482, Muwatta Imam Malik: 406) MADINAH HARAM HAI: Sayyiduna Anas bin Malik Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne jab uhad (pahaad) ko dekha tou farmaaya:
MADINAH KE B'AZ MAQAMAAT KI FAZILAT: Sayyiduna Abdullah bin Zaid Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaaya:
Nabi e Kareem ﷺ ne farmaaya:
UHAD PAHAAD: Sayyiduna Anas bin Malik Razi Allahu Anhu se riwayat hai ke Rasoolullah ﷺ ne jab uhad (pahaad) ko dekha tou farmaaya:
Tehreer: Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah Romanised: Syed Ibraheem Salafi [Ishaatulhadith Shumarah: 129-132, Page: 126-130] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024