Fashion Ki laher (By Sheikh Nadeem Zaheer Hafizahullah) |
Aaj Hamara Pura Mu'ashara "Fashion ki Leher" Ki Zad Me Hai. Ta'ajjub Hai Ke! Leher Agar Paani ki Ho Ya Hawa Ki , Har Ek Apne Aap Ko Bachane Ki Koshish Karta Hai Lekin Yahan "Fashion" ke Muamle Me Har Koii Ek Dusre Se Sabaqat (Achievement) Lejaane Mein Koshah Nazar Aata hai..Lardke, Lardkiyon Jaiisa Banao Singhaar Karne Me Masroof Hai To Lardkiyan, Lardkon Ka Roop Dhaarne (Copying Style) Me Sar Garam Hain Halaanke Abdullah Bin Abbas {RadhiAllahu'anhuma} Farmate Hain: «لعن رسول الله صلى الله عليه وسلم المتشبهين من الرجال بالنساء، والمتشبهات من النساء بالرجال» Yani Aise Af'aal (Things)《Aurat Mard ki Mushabihat (Copy) Iqtiyar Kare Ya Mard Aurat Ki 》Aisa karne Waale Per Rasoolullah (Sallahu Alaihi Wasallam) Ne La'nat Farmaayi Hai. (Sahih Bukhari: 5885) Hamari Nayi Nasl (New Generation) Kis Andaaz Ke Sath Allah aur Uske Rasool (Sallahu Alaihi Wasallam) Ki Muqalifat (Against) Per Tuli Huwi Hai Uska Muqtasar Sa Jaiiza Pesh e Qidmat Hai- Aurat Ke Liye Islam Ki Dawat Badi Wazeh Aur Aam Hai ke Gali, Muhalla, Baazar To Darkinar (Far away) Ghar Ya Masjid Me Namaz Bhi Is Haalat Me Pardhni Hai Ke Aurat Ke Qadam Chip (Hide) Jae. (As-Sunan Al-Kubra Lil Baihaqi: 232/2) Iske Baraks Aaj ki Aurat Tang o Bareek aur Chota Libas Me Malboos Hai, chote chaak, Taqnao Se Uper Shalwaar aur Sar Per Juuda Karke Apne Aap Ko Numaaya Karne Ki Koshish Karti Hai, Aaj Ki Maa, Behen, Beti Aur Biwi Rasoolullah (Sallahu Alaihi Wasallam) Ke iss Farmaan Ko Kyun Bhool Chuki Hai ke: Do Qism Ke Log Aag Me Jaane Waale Hai Jo Abhi Tak Mujhe Nahi Dikhaye Gaye Hai (Ek To) Aisi Auratein Hai Jo Kapde Pahenne Ke Bawajood Nangi (Nude) Rahti Hai, Ye Mael (Attract) Hone Waali Aur (Logo Ko) Mael Karne waali Hai, Unke Sarao Per (Camel Hump) (Juude) Baqti ounton Ke Kohaano Ki Tarha Harkat Karte Honge, Ye Jannat Ko Dekhengi Na Uski Khushboo Pa Sakengi... (Sahih Al Muslim 125/2125) Dusri Taraf Hamare {Clean Shave} Naujawaan Hai Jo Lambe Baal {Ladkiyo Ki Tarha} Aur Taqnao Se Niche Salwar Latkane Me Faqar (Proud) Mehsoos Karta Hain Halanke Farmane Nabawi (Sallahu Alaihi Wasllam) Hai : «ما أسفل من الكعبين من الإزار ففي النار» "Izaar (Salwar,Paint) Ka Jo Hissa Taqnao Se Niche Latka Ho Toh Wo Jahannum Me Hoga." (Sahih Al Bukhari Hadees No: 5787) Qulasa Aurtein Apne Poore Jism Ke Sath Sath Taqne Bhi chupaye yani "Bapardah" Hoker Ghar Se Nikle aur Mard Hazrat Apni Salwar, Paint Wagaira Hamesha Taqnao Se Upar Rakhe, Lekin Satiya Naas Ho "iss Fashion Ka" Ke Musalman Iss Tension Ka Shikar Hai Aur Aurton Ke Taqne Nange Aur Mard Apni (Salwaron Se) Apne Taqne Chipae Phir Rahe Hai. (Ye Hai Musalman Jinhe Dekh Ker Sharmae Yahood) Lekin aise Hazraath Allah Taala Ka Ye Farmaan Bhi Yaad rakhein. ((وَمَنۡ یُّشَاقِقِ اللّٰہَ وَ رَسُوۡلَہٗ فَاِنَّ اللّٰہَ شَدِیۡدُ الۡعِقَابِ.)) Aur Jo Allah aur Uske Rasool Ki Muqalifat Kare To Allah Taala Aise Logon Ko Saqt Saza Dene Waala Hai." (Sureh Anfal:13) Author: Hafiz Nadeem Zaheer Hafidahullah Romanised: Mubashir Uddin [Mahnama Al-Hadees, Shumara no.5, Safa no.5] |
Deegar Mazameen:
1 | Sayyiduna Abu Hurairah Raziallahu Anhu se Muhabbath Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
2 | Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
3 | Zahoor e Imam Mahdi: Ek Naa Qabil e Tardeed Haqeeqat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
4 | Zabaan Ki Hifaazat Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
5 | Ilm Kaise Uthta Hai? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
6 | Aakhiri Sahabi e Rasool ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
7 | Ibne Arabi Sufi Ka Rad Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
8 | Sayyeduna Ali (R.a) Ka Faislah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
9 | Haq ki taraf Ruju Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
10 | Dua Ke Fazail Wa Masail Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
11 | Sayyiduna Anas Bin Malik Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
12 | Kalima Tayyiba ka Sabooth Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
13 | Nabi E Kareem ﷺ Ka Mehboob Shehr (Madinah Taiyibah) Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
14 | Narmi Karen! Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
15 | Biwi Par (Maroof Umoor Me) Apne Shaohar Ki Itaa'at Farz Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
16 | Walidain Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
17 | Mojooda Halat Saheeh Hadees Ki Roshni Main Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
18 | Asma ul Rijal ka ilam Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
19 | Hadees Ka Munkir Jannat Se Mehroom Rahega Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
20 | Ghair Muqalid Aur Ahle Hadees Mein Faraq Hafiz Muaz Bin Zubair Alizai Hafizahullah |
21 | Mukhtasar Seerat Un Nabi ﷺ Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
22 | Hadees Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
23 | Ulama E Haq Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
24 | Ek Musht Ke B'ad Daadhi Kaatna Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
25 | Sahaba E Kiraam (Razi Allahu Anhum Ajmaeen) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
26 | Quran e Majeed se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
27 | Rasoolullah ﷺ Ki Hadees Ka Ihtiraam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
28 | Sayyiduna Husain Razi Allahu Anhu Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
29 | Poori Ummat Kabhi Bil-Ijmaa Shirk Nahi Karegi Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
30 | Ashrah Zul Hijjah Ki Fazilat O Ahmiyat Abu Ahmed Waqas Zubair |
31 | Shaykh Zubair Alizai, Dr. Farhat Hashmi Ko Sunne Ki Naseehat Karte Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
32 | Rasoolullah ﷺ Aur Ba'az Ghaib ki ittelah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
33 | Aik Saheeh ul Aqeedah Yahni Ahle Hadees Baadashah Ka Azeem o Shaan Qissah Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
34 | Nabi Kareem ﷺ Kay Mohjazay Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
35 | Muhaddiseen E Kiraam Ne Zaheef Riwayaat Kiyun Bayaan Kiyen? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
36 | Qabar Mein Nabi ﷺ Ki Hayaat Ka Masala Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
37 | Allah ﷻ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
38 | Rasoolullah ﷺ Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
39 | Masjid Mein Auraton Ki Namaz Kay 10 Dalaayil Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
40 | Hum Ramazan Kaise Guzaren? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
41 | Sayyiduna 'Ali (Razi Allahu Anhu) Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
42 | Namaz E Hanafi Ya Rasoolullahﷺ Wali Muhammadi Namaz? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
43 | Kia Qur'an E Majeed Zameen Par Rakhna Jahiz Hay? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
44 | Zubair Alizai Rahimahullah Muaasireen Ki Nazar Mein |
45 | Ameer Mu'aawiya Razi Allahu Anha Sey Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
46 | Khulfa E Rashedeen Se Muhabbat Hafiz Sher Muhammad Al-Asari Hafizahullah |
47 | Gaane Bajaane aur Fahaashi ki Hurmat Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
48 | Kia ALLAH (ﷻ) har jagah maujood hy? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
49 | Fashion Ki laher Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
50 | Allah(ﷻ) Arsh Par Mustawi Hai Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
51 | Sab Ahle Emaan Bhai Bhai Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
52 | Maahe Muharram Ke Do Rozey Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
53 | Chalees Masail Jo Sarhatan Sirf ijmaa’ Se Sabit Hain Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
54 | Fazail E Yaum Ul Juma’ Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
55 | Fazail E Salaam Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
56 | Usoole Deen Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
57 | Bacchcho ko Masjid mein Lay Jaana Masnoon Hai Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
58 | Kia Mirza Muhammad Ali, Sheikh Zubair Alizai Rahimahullah Ka Shaagird Hy? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
59 | Hijama Seengi Lagwana Ek Sharai Elaaj Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
60 | Akeli Aurat Ka Na Maharm Driver Ky Saath Safar Karna Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
61 | Muqtadiyon Ko Farz Namaz Ke Liye Saff Me Kab Khade Hona Chahiye? Hafiz Nadeem Zaheer Hafizahullah |
62 | Namaz e Fajr Ka Waqt Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
63 | Kya Mubahala Karna Jaaiz Hai? Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
64 | Mardon Aur Auraton Ki Namaz Mein Farq Aur Aal E Taqleed Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
65 | Walaa Tafarraqoo Fazal Akbar Kashmiri |
66 | Ghaali Bidaati Ky Peechy Namaz Parhny Ka Hukkam Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
67 | Hidayat Ka Raasta Hafiz Zubair Alizai Rahimahullah |
68 | Namaz E Nabawi Takbeer E Oula Se Salaam Tak (Sahih Ahadees Ki Roushni Mein) |
Android App --or-- iPhone/iPad App
IshaatulHadith Hazro © 2024